1- क्रोध को काबू में रखे – क्रोध से बुद्धि का नाश होता हैं. जब बुद्धि का नाश होता हैं तब निर्णय गलत होता हैं. जब निर्णय गलत होता है तब मनुष्य का पतन हो जाता है।
Krodh ko kabu me rakhe - Krodh se buddhi ka naash hota hai, Jab buddhi ka naash hota hai tab nirnay galat hota hai,
Jab nirnay galat hota hai tab manushya ka patan ho jata hai.
Jab nirnay galat hota hai tab manushya ka patan ho jata hai.
2 - खुद का आकलन – आत्म-ज्ञान की तलवार से काटकर अपने ह्रदय से अज्ञान के संदेह को अलग कर दो. अनुशासित रहो, लक्ष्य के प्रति सजग रहो, और निरंतर ज्ञानार्जन करते रहो।
Khud ka aakalan - Aatm - Gyan ki talvar se katkar apne hriday se agyan ke sandeh ko alag kar do, Anushasit raho, Lakshya ke prati sajag raho aur nirantar gyanarjan karte raho.
3 - मन को नियंत्रित रखना – जो मन को नियंत्रित नहीं करते उनके लिए वह शत्रु के समान कार्य करता है और जो अपने मन को नियंत्रित कर ले उसके लिए इस संसार में कुछ भी पाना असम्भव नही होता।
Man ko niyantrit rakhna - Jo man ko niyantrit nahi karte unke liye wah shatru ke saman kary karta hai aur jo apne man ko niyantrit kar le uske liye is sansar me kuchh bhi pana asambhav nahi hota.
4 - विश्वास का निर्माण – मनुष्य अपने विश्वास से निर्मित होता है. जैसा वो विश्वास करता है वैसा वो बन जाता है. विश्वास ही मनुष्य के आत्मा को शक्ति प्रदान करता हैं।
Vishwas ka nirman - Manushya apne vishwas se nirmit hota hai, jaisa wo vishwas karta hai waisa wo ban jata hai, vishwas hi manushya ke aatma ko shakti pradan karta hai.
5 - कर्म और फल - मनुष्य इस जीवन में ना कुछ खोता है ना व्यर्थ होता है. फल ईश्वर के हाथ में होता हैं इसलिए फल के बारे में बिना सोचे मनुष्य को कर्म करना चाहिए।
Karm aur phal - Manushya is jeevan me na kuchh khota hai, na vyarth hota hai, phal ishwar ke hath me hota hai, isliye phal ke bare me bina soche manushya ko karm karna chahiye.
6 - अभ्यास जरूरी – मन अशांत है और उसे नियंत्रित करना कठिन है, लेकिन अभ्यास से इसे वश में किया जा सकता है।
Abhyas jaruri - Man Ashant hai aur use niyantrit karna kathin hai, lekin abhyas se ise vash me kiya ja sakta hai.
7 - दूर करें तनाव – अकर्म (बुरे कर्म) बहुत तनाव पैदा करता है इसलिए हमेशा अच्छा सोचे और अच्छा करे।
Dur karen tanav - Akarm (bure karm) bahut tanav paida karta hai isliye hamesha achchha soche aur achchha kare.
8 - विश्वास के साथ विचार - व्यक्ति जो चाहे बन सकता है, यदि वह विश्वास के साथ इच्छित वस्तु पर लगातार चिंतन करे।
Vishwas ke sath vichar - Vyakti jo chahe ban sakta hai, yadi wah vishwas ke sath ichchhit vastu par lagatar chintan kare.
9 - कार्य को आनंद पूर्वक करे - मनुष्य का मुख्य उद्देश्य आनन्द को प्राप्त करना होता हैं और जो मनुष्य अपने कार्य में आनंद खोज लेते हैं तब वह उसे पूर्णता प्राप्त करते हैं।
Kary ko aanand purvak kare - Manushya ka mukhya uddeshy aanand ko prapt karna hota hai aur jo manushya apne kary me aanand khoj lete hai tab vah use purntaya prapt karte hai.
10 - धैर्य रखना – मनुष्य को एक निश्चित कर्म और समय के पश्चात ही फल मिलता हैं इसलिए मनुष्य में धैर्य का होना अति आवश्यक हैं।
Dhairy rakhna - Manushya ko ek anishchit karm aur samay ke pashchat hi phal milta hai, isliye manushya me dhairy ka hona ati aavashyak hai.
Best Photography institute in india
ReplyDeleteBest Fashion Photographer in India
ReplyDeleteThank You.
ReplyDeleteMera post karna safal hua.