1- सत्य की उपासना करते हुए सांसारिक लाभ हानि की चिंता किये बिना ईमानदार और साहसी होना चाहिए।
Satya ki upasana karte huye sansarik labh hani ki chinta kiye bina imandar aur saudi hona chahiye.
2 - वह समाज कदापि नहीं टिक सकता जो आज की प्रतियोगिता और शिक्षा के समय में अपने सदस्यों को प्रगति का पूरा पूरा अवसर प्रदान नहीं करता।
Vah samaj kadapi nahi tik sakta jo aaj ki pratiyogita aur shiksha ke samay me apne sadasyon ko pragati ka pura pura avasar pradan nahi karta.
3 - नेता वह है जिसका नेतृत्व संतोषप्रद और प्रभावशाली हो, जो अपने अनुयायियों से सदैव आगे रहता हो, जो निर्भीक और साहसी हो और उसकी निःस्वार्थता संदेह से परे हो।
Neta vah hai jiska netritv santoshprad aur prabhavashali ho, jo apne anuyayiyon se sadaiv aage rahta ho, jo nirbhik aur sahsi ho aur uski nihswarthata sandeh se pare ho.
4 - देशभक्ति का निर्माण सत्य और न्याय की दृढ़ चट्टान पर ही किया जा सकता है।
Deshbhakti ka nirman satya aur nyaay ki dridh chattan par hi kiya ja sakta hai.
5 - एक हिन्दू के लिये नारी लक्ष्मी, सरस्वती और शक्ति का मिला -जुला रूप होती है अर्थात वह उस सबका आधार है।
Ek hindu ke liye nari lakshmi, saraswati aur shakti ka mila - jula rup hoti hai arthat vah us sabka aadhar hai.
6 - अतीत को देखते रहना व्यर्थ है, जबतक उस अतीत पर गर्व करने योग्य भविष्य के निर्माण के लिये कार्य न किया जाये।
Ateet ko dekhte rahna vyarth hai, jabtak us ateet par garv karne yogya bhavishya ke nirman ke liye kary na kiya jaye.
7 - सार्वजनिक जीवन में अनुशासन को बनाये रखना और उसका पालन करना बहुत आवश्यक है, अन्यथा प्रगति के मार्ग में बाधा खड़ी हो जायेगी।
Sarvjanik jeevan me anushasan ko banaye rakhna aur uska palan karna bahut aavashyak hai, anyatha pragati ke marg me badha khadi ho jayegi.
8 - असफलता और पराजय कभी- कभी विजय की ओर आवश्यक कदम होते हैं।
Asafalta aur parajay kabhi - kabhi vijay ki aor aawashyak kadam hote hain.
9 - पूरी निष्ठा और ईमानदारी के साथ शांतिपूर्ण साधनों से उद्धेश्य पूरा करने के प्रयास को ही अहिंसा कहते हैं।
Puri nishtha aur imandari ke sath shanti purn sadhna se uddeshy pura karne ke prayas ko hi ahinsa kahte hain.
10 - दूसरों पर विश्वास न रखकर स्वयं पर विश्वास रखो। आप अपने ही प्रयत्नों से सफल हो सकते हैं, क्योंकि राष्ट्रों का निर्माण अपने ही बलबूते पर होता है।
Dusro par vishwas na rakhkar svayn par vishwas rakho. Aap apne hi prayatno se safal ho sakte hain, kyonki rashtro ka nirman apne hi balbute par hota hai.
11 - त्रुटियों के संशोधन का नाम ही उन्नति है।
Trutiyon ke sanshodhan ka naam hi unnati hai.
12 - जीवन वास्तविक है, मूल्यवान है, कर्मण्य है और अमूल्य है। इसका आदर हो, इसे दीर्घ बनाये रखना चाहिए और इससे आनंद उठाना चाहिए।
Jeevan vastvik hai, mulyan hai, karmany hai aur amulya hai. Iska aadar karo, ise deergh banaye rakhna chahiye aur isse aanand uthana chahiye.
No comments:
Post a Comment