Jo teri yaad aa gayi to mai diwana sa ho gaya,
apno me rehkar bhi begana sa ho gaya,
jab se tere khyalo me mai khone laga,
apne hi shahar me anjana sa ho gaya,
tere chehre ka deedar karke mai,
tere hushn ki shama ka parwana sa ho gaya,
jis par naaz tha mujhe khuda se bhi jyada,
wo mera pyar aaj afsana sa ho gaya,
teri yaado ko is tarah kaid kiya khud me,
ki dil - dil nahi raha ek tehkhana sa ho gaya,
jis aashiyane ko sajaya tha maine mahlo ki tarah,
tum bin wahi mera ghar aaj veerana sa ho gaya..

Chand ne kaha "roti hai kisliye?"
ReplyDeleteMaine kaha "dil toota hai isliye"
Chand ne kaha "chahat me to aisa hi hota hai"
Maine kaha "chahat bhi to ek dhoka hi hai"
Chand ne kaha "ab usko bhool ja"
Maine kaha "tu meri zindagi le ja"
Chand ne kaha "duniya me aur bhi chehre
hain"
Maine kaha "dil pe uski yaad k pehre hain"
Chand ne kaha "har taraf viraani hai"
Maine kaha "ye viraani bhi to usi ki hi nishaani
hai"